Roman script
na koi raat hai, na koi din yaha kya yeh andhera hai ki sirf hai dhua aankhe dhoka khati hai ye kisko pata nahi jane kya hai yaha aur jane yaha kya nahi hai ye maya hire jo lagte hai wo mumkin hai angare ho chingari lagte hai jo ho sakta hai tare ho aankhe dhoka khati hai ye kisko pata nahi jane kya hai yaha aur jane yaha kya nahi hai ye maya chehre hai sab ek se tu kaise pehchanega dushman hai ya dost hai tu kaise ye janega aankhe dhoka khati hai ye kisko pata nahi jane kya hai yaha aur jane yaha kya nahi hai ye maya, hai ye maya hai ye maya, hai ye maya lyrics typed by : priya bhati
Song details
- Singer: Usha Uthup
- Film / album: Don 2 (2011)
- Composer: Shankar Ehsaan Loy
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Shahrukh Khan
- Actor: Priyanka Chopra
- Actor: Lara Dutta
- Actor: Boman Irani
- Actor: Om Puri
- Actor: Kunal Kapoor
- Actor: Nawab Shah
- Actor: Adi Putra
- Actor: Alyy Khan
actor: Shahrukh Khan, Priyanka Chopra