Roman script

hai usi ki dunia hare na jo kabhi

hai usi ki dunia hare na jo kabhi

lamba safar hai mushkil dagar hai 

rukna na kabhi

hai usi ki dunia hare na jo kabhi

hai usi ki dunia hare na jo kabhi

lamba safar hai mushkil dagar hai 

rukna na kabhi

khud ko samjhke tanha himmat na harna

tu apni jindagi ko phir se sawarna

jiwan ki mushkilo se darna na kabhi

hai usi ki dunia hare na jo kabhi

hai usi ki dunia hare na jo kabhi

lamba safar hai mushkil dagar hai 

rukna na kabhi

tufan me hai kashti mat bar thamna

karna padega tujhko bhukamp ka samna

ab tu kisi ke aage jhukna na kabhi

hai usi ki dunia hare na jo kabhi

hai usi ki dunia hare na jo kabhi

lamba safar hai mushkil dagar hai 

rukna na kabhi

tu jhuth se ladega dil me ye than le

hoti hai jeet sach ki itna tu jan le

ab chal pada tu piche hatna na kabhi

hai usi ki dunia hare na jo kabhi

hai usi ki dunia hare na jo kabhi

lamba safar hai mushkil dagar hai 

rukna na kabhi

hai usi ki dunia hare na jo kabhi

hai usi ki dunia hare na jo kabhi

lamba safar hai mushkil dagar hai 

rukna na kabhi

lamba safar hai mushkil dagar hai 

rukna na kabhi

lamba safar hai mushkil dagar hai 

rukna na kabhi

Explore this song