Roman script

mai jaha bhi gaya phul wala hua

sabse aala hai mera chirag

jab ye ghar me jale aisa pyara lage

jaise sahra me phulo ka baag

iski nishani jalti jawani hai 

jawani hai, jawani hai, jawani

he taadir hu iraani, hai naam mera ramzani

kala lekar ujla dena

sauda hai sultani, yaro sauda hai sultani

jhutha jamane bhar ka, rasta le apne ghar ka

bate bana na aisi vaisi

jhutha jamane bhar ka, rasta le apne ghar ka

bate bana na aisi vaisi

harkate bandar jaisi, surat kalandar jaisi

hamko sunaye kaisi kaisi

haye hasino o beyatino

khaat nashino ki na mani hai na mani

he taadir hu iraani, hai naam mera ramzani

kala lekar ujla dena

sauda hai sultani, jani sauda hai sultani

he taadir hu iraani, hai naam mera ramzani

kala lekar ujla dena

sauda hai sultani, yaro sauda hai sultani

ek dum ki kasar se bana hai basar

varna langur ki hai ye jaat

o meri jaano jigar chhedkhani na kar

dekh achhi nahi hai ye baat

muchhe hai bhari bhari, are lagti hai pyari pyari

jaise ho dhadhi wala bakra

are dhadhi wala bakra, muh ko sambhal ladki

are deta hai kisko jhidki ve

haye re haye tera nakhra

sun re o madhari o ho kya hui bimari

are teri hazamat banani hai banani

he taadir hu iraani, hai naam mera ramzani

kala lekar ujla dena

sauda hai sultani, jani sauda hai sultani

he taadir hu iraani, hai naam mera ramzani

kala lekar ujla dena

sauda hai sultani, yaro sauda hai sultani

Explore this song