Roman script

hai mubarak aaj ka din, raat aayi hai suhaani

shadmani ho shadmani, shadmani ho shadmani

aaj to nasha aisa chadha puchho na yaaro

mai hu aasamaan pe mujhe niche utaaro

mujhpe sada hansati raho, yu hi bahaaro

mil ke mere saath naacho, aapki hai maharbani

shadmani ho shadmani, shadmani ho shadmani  

hai mubarak aaj ka din, raat aayi hai suhaani

shadmani ho shadmani, shadmani ho shadmani

dekho meri aankho me hai dore gulaabi

mai to nahi pita hua phir bhi sharaabi

dekho meri aankho me hai dore gulaabi

mai to nahi pita hua phir bhi sharaabi

ye hai tere pyaar ka nasha chanda si bhabhi

bhaiya raaja ghar me le ke aa gaya pariyo ki raani

shadmani ho shadmani, shadmani ho shadmani 

hai mubarak aaj ka din, raat aayi hai suhaani

shadmani ho shadmani, shadmani ho shadmani

aangan me yu barse sada khushiyo ki jhadi

bandhe tere sehare me ye aasha ki ladi

meri khushnasibi hai jo dekhi ye ghadi

hai naya andaaz chaahe, rit hai vo hi puraani

shadmani ho shadmani, shadmani ho shadmani  

hai mubarak aaj ka din, raat aayi hai suhaani

shadmani ho shadmani, shadmani ho shadmani

Explore this song