Roman script

naye raaston par

nayi manzilein hain

naye log saren

nayi mehfilein hai

jahan pyaar dekar

mile pyaar humko

wahi humsafar hain

wahi kaafile hain

hai kamaal aise hi chalna

hai kamaal waqt badalna

hai kamaal subah kaa hona

hai kamaal raat kaa dhalna

lekar chala hai tumein waqt jahan

iss pal wahan tera sab hai

karvaat samay ne li hai ajj agar

iska koyi matlab hain

tere hisse ka hain joh

tune hi karna hain woh

hai kamaal rahon ka milna

hai kamaal milke chalna

hai kamaal waqt badalna.

Explore this song