Roman script

o babare 

hai dil ke kale ye zalim duniyawale

o babu bhole bhale jaal me mat aana 

o duniya ke chal me mat aana  

o duniya ke chal me mat aana  

surat bhali hai niyat buru hai 

meethi chhuri hai duniya 

meethi chhuri hai duniya 

likha hai har gul har gul ke 

khun ka afsaana 

o babu bhole bhale jaal me mat aana 

o duniya ke chal me mat aana  

hai dil ke kale ye zalim duniyawale

o babu bhole bhale jaal me mat aana 

o duniya ke chal me mat aana  

daal ke daana paas bulaye 

daal ke daana paas bulaye 

teer chalaye tikhi teer chalay

teer chalaye tikhi teer chalay

dena pdega is mahfeel me jaan ka nazrana

o babu bhole bhale jaal me mat aana  

o duniya ke chal me mat aana

Explore this song