Roman script

hai dard faila hai jakham gehra kyun door tak hai thehera
andhera hai ye dhundh ye dhundh kaisi kaisa hai khohra
khoya kyun aaineme uska chehra, aineme uska chehra
neend royi raat raat jo wo juda ho gayi raat 
royi raat raat jo wo
khafa ho gayi aankhome aansuon ka hai phehra
aansu ka hai phehra 
ye tapish na jayegi na khalish jayegi dard ke aagosh me
har khushi khamosh hai dikhta nahi dhuwa dhuwa hai ye chehra
dhuwa dhuwa hai ye chehra
kahan ho tum kahan ho chale aao jahan ho 
wo yaadein yaad aati hai
kahan ho tum kahan ho teri yaadein rulati hain
aa jao teri yaadon ne ghera, teri yaadon ne ghera 
hai dard faila hai jakham gehera kyun door tak hai thehera
andhera hai ye dhundh ye dhundh kaisi kaisa hai khohra
khoya kyun aaineme uska chehra, aineme uska chehara

Song details