Roman script

haye chanji kar diyo ki

haye chanji kar diyo ki

isko chhod pyala tod

mujhko pee

haye chanji kar diyo ki

o haye chanji kar diyo ki

isko chhod pyala tod

mujhko pee

haye chanji kar diyo ki

o haye chanji kar diyo ki

ye badan hain sheeshe jaisa

sar se paav tak nasha hi nasha

hotho ki gulabi khushboo se

peene ka aaye maja hi maja

pani milake kyu peeta hain

pani milake kyu peeta hain

aankhe mila ke pee

haye chanji kar diyo ki

o haye chanji kar diyo ki

main jalwe dikha dungi

aur tere hosh uda dungi

teri soyi jawani ko

main jhumka maar jaga dungi

apne husn ka sara nasha main

apne husn ka sara nasha main

tujh me bhar dungi

haye chanji kar diyo ki

o haye chanji kar diyo ki

jab talak tere hatho me

ye jaam rahega

aashiqo me pahla tera naam rahega

jo ek sham tere sath lungi main gujaar

tu maangega mujhse wahi sham baar baar

apne naam ki peeta raha hain

apne naam ki peeta raha hain

ab mere naam ki pee

haye chanji kar diyo ki

o haye chanji kar diyo ki

isko chhod pyala tod

mujhko pee

haye chanji kar diyo ki

o haye chanji kar diyo ki

Explore this song