Roman script

hadh ho gayi, hadh ho gayi.... - (2)

tod diya dil tod diya, beimaana dil tod diya - (3)

do paise ki khaatir -2 hamase milana julana chhod  diya

besharmi ki had ho gayi, beimaani ki had ho gayi

tod diya dil tod diya, beimaana dil tod diya

do paise ki khaatir -2 mera nanha sa dil tod diya

tod diya dil tod diya, beimaana dil tod diya

tod diya dil tod diya, nanha sa dil tod diya

ladaki ek garibon ki, ladaka ek amiron ka - (2)

unn dono mein pyaar huwa, mandap bhi taiyaar huwa

are len den pi baat ruki, kyun kyun kyun kyun kyun kyun

mehandi waali raat ruki, kyun kyun kyun kyun kyun kyun

bas ladake ke baapu ne -2 baaraat ko waapas mod diya

tod diya dil tod diya, haay beimaana dil tod diya

besharmi ki had ho gayi, beimaani ki had ho gayi

aap ka kisane naam liya, aap ne kyun dil thaam liya

aap toh kitane achchhe hai, hum sab aap ke bachche hain

hamako toh chup rehana hai, par logon ka kehana hai

reshwat lete pakade gaye, reshwat dekar chhut gaye

haando paise ke khel mein, sab jaayenge jail mein

jis din inake paap ka -2 mataka bich sadak mein phod diya

tod diya dil tod diya, haay beimaana dil tod diya - (2)

do paise ki khaatir -2 hamase milana julana chhod  diya

tod diya dil tod diya, beimaana dil tod diya - (2)

Explore this song