Roman script

dil ka armaan thi, tu meri jaan thi

tu meri zindagi, meri pehchan thi

tune dil tod ke, barbaad kiya

barbaad kiya, barbaad kiya

had se jyaada sanam, tujhse pyaar kiya

had se jyaada sanam, tujhse pyaar kiya

tera gham sataaye, meri jaan jalaaye

ye dard-e-judaai, ab saha na jaaye

ab saha na jaaye

tera gham sataaye, meri jaan jalaaye

ye dard-e-judaai, ab saha na jaaye

tune jeena mera, dushwaar kiya

tune jeena mera, dushwaar kiya

had se jyaada sanam, tujhse pyaar kiya

had se jyaada sanam, tujhse pyaar kiya

dil ka armaan thi, tu meri jaan thi

tu meri zindagi, meri pehchan thi

tune dil tod ke, barbaad kiya

barbaad kiya, barbaad kiya

Explore this song