Roman script

chaahta hoon tujhe sochta hoon tujhe

har lamha har jagaah dekhta hoon tujhe

tune mujhko yun beqaarar kiya beqaraar kiya, beqaraar kiya

hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya 

hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya 

chaahti hoon tujhe, sochti hoon tujhe

har lamha har jagaah dekhti hoon tujhe

tune mujhko yun beqaraar kiya beqaraar kiya, beqaraar kiya

hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya 

hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya 

na samjha na jaana, kyun huwa diwaana

teri dhun mein jaanam, khud se hoon begaana

na samjha na jaana, kyun huwa diwaana

teri dhun mein jaanam, khud se hoon begaana

khud se hoon begaana, tera khwaabon mein, deedaar kiya

tera khwaabon mein, deedaar kiya

hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya

hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya

teri yaad aaye, ab raha na jaaye

khayaalon mein mere, tuhi muskuraaye

teri yaad aaye, ab raha na jaaye

khayaalon mein mere, tuhi muskuraaye

tuhi muskuraaye

pal pal tera intezaar kiya, pal pal tera intezaar kiya

hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya 

hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya 

chaahta hoon tujhe sochta hoon tujhe  

har lamha har jagaah, dekhti hoon tujhe  

tune mujhko yun beqaarar kiya beqaraar kiya, beqaraar kiya  

hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya 

hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya 

hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya 

hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya

Explore this song