Roman script

habba habba hui hui habba habaa

habba habba hui hui habba habaa

ae dil, dil-e-naadaan 

habba habba hui hui habba habba 

oh ae dil dil-e-naadaan 

zara sambhal ae dil

zara sambhal ae dil

koyi bhi gham nahin

koyi bhi gham nahin, gham nahin, gham nahin

gar dil salaamat hai

gar dil salaamat hai to dilbar

oh dilbar kam nahin, kam nahin, kam nahin

koyi bhi gham nahin 

habba habba hui hui habba habba hoy hoy

habba habba hui hui habba habba hoy hoy

mile jo pal gulaabi

use ji bhar ke ji le

sama jo hai sharaabi

use ji bhar ke ji le 

mile jo pal gulaabi, use ji bhar ke ji le

sama jo hai sharaabi, use ji bhar ke ji le 

jo husn salaamat hai

jo husn salaamat hai to dilbar

to dilbar kam nahin, kam nahin, kam nahin

koyi bhi gham nahin 

habba habba hui hui habba habba

hua jo kal hua jo

use tu bhool bhi jaa

hua us pal hua jo

use tu bhool bhi jaa

hua jo kal hua jo, use tu bhool bhi jaa

hua us pal hua jo, use tu bhool bhi jaa 

jo ishq salaamat hai

jo ishq salaamat hai to aashiq

to aashiq kam nahin, kam nahin, kam nahin

koyi bhi gham nahin 

habba habba hui hui habba habba

habba habba hui hui habba habba

habba habba hui hui habba habba

habba habba hui hui habba habba

Explore this song