Roman script

sau sau ke noto ki roti bana ke sabhji me hiro ka tadka laga ke

shriman ji aap khate hai yaki maniye bade shok se 

ye khana mere bap khate hai arey haye paisa haye haye paisa

aa jaye paisa na jaye paisa hume dar hai kahi inko 

mere pyaro na kha jaye paisa arey haye paisa haye haye paisa

aa jaye paisa na jaye paisa hume dar hai kahi inko 

mere pyaro na kha jaye paisa arey haye paisa haye haye paisa paisa

jinhe banaya malik ne ma ne unhe insan kaha

in daulat ke bando ka paisa hai bhagwan yaha

inhe chahiye bas hira moti sona chandi 

arey jiska badan ho sone ka bal ho jiske chandi ke

aankhe jiski hire ki dant hai jiske moti ke

us pathar se kar denge beti ki shadi

arey haye paisa haye haye paisa

arey haye paisa haye haye paisa

aa jaye paisa na jaye paisa hume dar hai kahi inko 

mere pyaro na kha jaye paisa

arey haye paisa haye haye paisa

meri nani kahti thi ek kahani kahti thi

paiso ka ek lobhi tha inke jaisa dobhi tha

dolat ka diwana koi hoga na vaisa

ant samay jis din aaya yamdootone farmaya 

aapko narak me jana hai 

ya ke savrag pahunchana hai bola bhai chlo jaha 

ho paisa hi paisa arey haye paisa haye haye paisa

aa jaye paisa na jaye paisa hume dar hai kahi inko 

mere pyaro na kha jaye paisa

arey haye paisa haye haye paisa

paisa paisa paisa paisa paisa paisa paisa paisa hi paisa

Explore this song