Roman script

haay ye maine kya kiya 

haay ye maine kya kiya 

dil ka diya bujha diya 

jage huye nasib ko deke 

dawa sula diya 

haay ye maine kya kiya 

gairo ka kuchh gila nahi 

main hi kasurvaar hun 

maine hi apne hanth se 

maine hi apne hanth se 

apna nisha mita diya 

haay ye maine kya kiya 

dil ka diya bujha diya 

shad unko kar diya aur 

ho gaya nashad main 

shad unko kar diya aur 

ho gaya nashad main 

unka diya jala diya 

unka diya jala diya 

apna diya bujha diya 

haay ye maine kya kiya 

kiski karu shikayate 

kos main kiski jaan ko 

mere hi bathate shouk ne 

mere hi bathate shouk ne 

mera gala daba diya 

haay ye maine kya kiya 

dil ka diya bujha diya

Explore this song