Roman script

tune dil se kyun mujhko pukara
tune dil se kyun mujhko pukara
haay ram ye kya kar dara
haay ram ye kya kar dara
maine dil se tujhe kyun pukara 
maine dil se tujhe kyun pukara 
haay ram ye kya kar dara
haay ram ye kya kar dara
kya pata kya hua yu laga tune mujhko chhu liya 
kya pata kya hua yu laga tune mujhko chhu liya 
koi dekh lega ye najara koi dekh lega ye najara
haay ram ye kya kar dara
haay ram ye kya kar dara
mere dil tu mujhe thaam le varna dub jaaongi 
mere dil tu mujhe thaam le varna dub jaaongi 
maine chhod diya hai kinara
maine chhod diya hai kinara
haay ram ye kya kar dara
haay ram ye kya kar dara
tune dil se kyun mujhko pukara
tune dil se kyun mujhko pukara
haay ram ye kya kar dara
haay ram ye kya kar dara

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Pamela Jain, Abhijeet