Roman script

tune dil se kyon mujhko pukara 
tune dil se kyon mujhko pukara 
hay ram ye kya kar dala
hay ram ye kya kar dala
maine dil se tujje kyon pukara 
maine dil se tujje kyon pukara 
haay raam yeh kya kar daala
haay raam yeh kya kar daala 
tu udhar main idhar dono ke dil hai deewane pyar mein  
kudrat ne racha khel sara 
haay raam yeh kya kar dala 
kuch kaho chup raho kya karu aisa ho raha hai kyon 
mujhe mere khayalo ne mara
haay raam yeh kya kar dala 
tune dil se kyon mujhko pukara 
haay raam yeh kya kar daala 
maine dil se tujhe pukara
hay raam ye kya kar dala
tune dil se kyon mujhko pukara 
haay raam yeh kya kar dala 
maine dil se tujhe kyon pukara 
haay raam yeh kya kar dala 
kya pata kya huwa yu laga tune mujhko chhu liya 
koi dekh lega ye najara 
haay ram ye kya kar dala 
mere dil tu mujhe thaam le varna dub jaaongi 
maine chhod  diya hai kinaara

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Pamela Jain, Abhijeet