Roman script

hath me leke mera hath ye wada kar lo 

hath me leke mera hath ye wada kar lo 

ab na chhodoge kabhi sath ye wada kar lo 

hath me leke mera hath ye wada kar lo 

tum na badloge badlte huye mausam ki tarah 

tum na badloge badlte huye mausam ki tarah 

bitne wali hai barsat ye wada kar lo 

bitne wali hai barsat ye wada kar lo 

log halat badalte hi badal jate hai 

log halat badalte hi badal jate hai 

tum na badloge ribayat ye wada kar lo 

tum na badloge ribayat ye wada kar lo 

ab na chhodoge kabhi sath ye wada kar lo 

tum to wade bhi bhula dete ho aksar shahid 

tum to wade bhi bhula dete ho aksar shahid 

ab na bhuloge koi baat ye wada kar lo 

ab na bhuloge koi baat ye wada kar lo 

ab na chhodoge kabhi sath ye wada kar lo 

hath me leke mera hath ye wada kar lo

Explore this song