Roman script

berang si duniya meri
tere bina o piya 
main to bani teri joganiya 
tu tha mera kya 
teri batein aur wo ratein 
yaad aaye mujhe 
jee bhi na payi main 
mar bhi na payi main 
kaisi di ye saja
main to haari haari re
main to haari haari re 
main to haari haari re
duniya se anjani re
pal jo bitaye the sare tere
ab wo rulate hai
kitna manayi main 
aur samjhayi main 
par tu na mana kabhi 
chhod gaya kyu mujhko yaha pe 
tanha rote huye 
jee bhi na payi main   
mar bhi na payi main 
kaisi di ye saja
main to haari haari re
main to haari haari re 
main to haari haari re
duniya se anjani re
karti hu main khud se batein 
ab teri yaha 
dhalti nahi shaame meri 
ab bin tere piya 
main to haari haari re 
main to haari haari re 
main to haari haari re 
duniya se anjani re 
duniya se anjani re 
duniya se anjani re 
haari re haari re 
main to haari re haari re 
haari re haari re 
main to haari re haari re

Song details

Song video

Watch on YouTube