Roman script

haar gayi neha lagaye
haar gayi neha lagaye
na aaye piya na aaye piya
haar gayi neha lagaye
haar gayi neha lagaye
na aaye piya na aaye piya
baadal aaye jhum jhum ke 
baadal aaye jhum jhum ke 
dil pukare haye dil pukare haye
haar gayi neha lagaye
haar gayi neha lagaye
na aaye piya na aaye piya
ruth gaye kyo naina mila ke
ruth gaye kyo naina mila ke
kahe balmwa aaye na jake
kahe balmwa aaye na jake
bal khaye jiya ho bal khaye jiya
bal khaye jiya ho bal khaye jiya
haar gayi neha lagaye
haar gayi neha lagaye
na aaye piya na aaye piya
de mujhe sare mil mil ke tane
de mujhe sare mil mil ke tane
koi bhi man ka rog na jane
koi bhi man ka rog na jane
tadpaye jiya haye tadpaye jiya
tadpaye jiya haye tadpaye jiya
tadpaye jiya ho
haar gayi neha lagaye
haar gayi neha lagaye
na aaye piya na aaye piya

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: D N Madhok, Shakeel Badayuni