Roman script

sukh gaye hai in ke aasu, ye na kabhi rote hai 
sukh gaye hai in ke aasu, ye na kabhi rote hai 
such hai logo duniya vale, pather dil hote hai
pather dil hote hai
haar gaya dil fariyaad karke
haar gaya dil fariyaad karke
hum ro rahe hai, hum ro rahe hai 
hum ro rahe hai, tumhe yaad kar ke
tumhe yaad kar ke
haar gaya dil fariyaad karke
haar gaya dil fariyaad karke
hum ro rahe hai, hum ro rahe hai 
hum ro rahe hai, tumhe yaad kar ke
tumhe yaad kar ke
haar gaya dil 
jalim jamane ki kasame hai kaisi
dekho jara in ki rasme hai kaisi
jalim jamane ki kasame hai kaisi
dekho jara in ki rasme hai kaisi
khushiya manate hai
khushiya manate hai barbad kar ke
hum ro rahe hai, hum ro rahe hai 
hum ro rahe hai tumhe yaad kar ke
tumhe yaad kar ke
haar gaya dil 
jab tak hai dam hum tab tak ladege
julamo ki aandhi ko hum moad dege
jab tak hai dam hum tab tak ladege
julamo ki aandhi ko hum moad dege
layege hum tum ko
layege hum tum ko azad kar ke
hum ro rahe hai, hum ro rahe hai 
hum ro rahe hai tumhe yaad kar ke
tumhe yaad kar ke
haar gaya dil

Song details

singer: Anup Jalota, Anuradha Paudwal, Pramila Gupta

actor: Akshay Kumar, Shantipriya, Rupa Ganguli, Mukesh Khanna