Roman script
Paa gaya jisko main raaho’n mein Chha gaya meri nigaaho’n mein Paa gaya jisko main raaho’n mein Chha gaya meri nigaaho’n mein Aa gaya…Woh meri baahon mein Dheere-dheere haule-haule Koi bin bole ye bole Haan yahi pyar hai Dheere-dheere haule-haule Koi bin bole ye bole Haan yahi pyaar hai Wo..O…o….! Shayad humko milna hi tha Ik anokha aur anjaana Dil dhadka de jo afsaana Humko likhna hi tha Dekho kya kya ab hona hai Ho jab tum ho toh sare sitare Aayenge hathon mein hamaare Ab ye sab hona hai Jaadu hai tumhari baaton mein Dheere-dheere haule-haule Koi bin bole ye bole Haan yahi pyar hai Dheere-dheere haule-haule Koi bin bole ye bole Haan yahi pyar hai Dheere-dheere haule-haule Koi bin bole ye bole Haan yahi pyaar hai Hey..hey….haa…
Song details
- Singer: Shaan
- Singer: Shreya Ghoshal
- Film / album: Miley Naa Miley Hum
- Composer: Sajid-Wajid
singer: Shaan, Shreya Ghoshal
cast: Kangana Ranaut, Chirag Paswana
language: Hindi