Roman script

mausam ki adla badli me 

pawan gulabi ho jati hai

ha maine chukar dekha hai

ha maine chukar dekha hai

rah sadak par chalte chalte

bekhud aadhi ho jati hai

ha maine chukar dehka hai

ha maine chukar dekha hai

mausam ki adla badli me 

garam gunguni dhup se bat ki hai maine 

pani ke bahne me hasi suni hai maine 

sab kahte hai deep bujha hai

lekin bati so jati hai

ha maine chukar dekha hai

ha maine chukar dekha hai

mausam ki adla badli me 

bin datsak ke aaye jo pyar suna hai

bin bole man khole wo adhikar suna hai

lamho ki ungli tham ke 

yade angan me aa jati hai

ha ha ha maine chukar dekha hai

ha maine chukar dekha hai

thanda thanda rang bundo ka 

mulayam rang hai phulo ka 

chubhne wale rang pe badhkar

dulhan saj dhaj ke jati hai

ha maine chukar

ha ha maine chukar dekha hai

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song