Roman script

aawara hun haan awaara hun

zamin pe chalte jhalakte behate

dariya ki dharaa hun

haan awaara hun, haan awaara hun

yaha ka waha ka kahi ka nahi hu

dishaon ka mara hun

haan awaara hun, haan awaara hun

kabhi luhit kinare se mississippi

hoke volga ki baat suni

ottawa hoke austria hote 

paris ki raat kyuni

maine ellora ke saare rang

chicago me jaa uraye

aur ghalib ke sher bokhara ke

minaron pe gungunaye

mark twain ke samadhi pe 

gorky ki haal kahi

raston ki galiyon ke, logo ka pyara hun

haan awaara hun, haan awaara hun

zamin pe chalte jhalakte behate

dariya ki dharaa hun

haan awaara hun, haan awaara hun

jaha kahi dekhe zindegi ke rang 

waha thahar gaya

awargi me awargi ko 

manjil bana liya

maine dekhi hain kahin

gagan chumti unchi ataari

aur khwab chanti dekhi hain wahi 

zindegi bichaari

Kahi dekhi hain kabhi

choukhaton pe jhoolti fulowarli

murjhayi kahi khil na saki 

ek kali bechari

maine dekhe hain zameen pe

kayi bujhte huwe suraj

jalta hai jo akash me

wo raat ka tara hun

haan awaara hun, haan awaara hun

yaha ka waha ka kahi ka nahi hu

dishaon ka mara hun

haan awaara hun, haan awaara hun

Explore this song