Roman script

aankho ko teri yad sataye, isharo ko tu samajh na paye

baate wo teri yad aaye, raato ko ninde na bhulaye

kyu ye aisa hua

haal ye aisa hua hai, ke dil kho gaya

haal ye aisa hua hai, ke dil kho gaya

jis nazar tu mila tha, us nazar ye dil gaya tha

nazaro se maine tujhe chua tha, pehle kabhi ye na hua

main tera hone laga hu, par dil kho gaya

haal ye aisa hua hai, ke dil kho gaya

haal ye aisa hua hai, ke dil kho gaya

Explore this song