Roman script

haal kya hai dilo ka na pucho sanam

haal kya hai dilo ka na pucho sanam

aapka muskurana gazab dhaa gaya 

haal kya hai dilo ka na pucho sanam

aapka muskurana gazab dhaa gaya 

ek mehfil tumhari hasi kam na thi

ek mehfil tumhari hasi kam na thi

uspe mera tarana gajab dha gaya

ek mehfil tumhari hasi kam na thi

uspe mera tarana gajab dha gaya 

haal kya hai dilo ka na pucho sanam

ab to lahraya masti bhari chhav me 

ab to lahraya masti bhari chhav me

bandh do chahe ghunghuru mere paao me 

bandh do chahe ghunghuru mere paao me

mai bahkta nahi tha magar kya karu

mai bahkta nahi tha magar kya karu

aaj mosam suhana gajab dhaagaya

mai bahkta nahi tha magar kya karu

aaj mosam suhana gajab dhaagaya

haal kya hai dilo ka na pucho sanam

har nazar uth rahi hai tumhari taraf

har nazar uth rahi hai har nazar uth rahi hai

har nazar uth rahi hai tumhari taraf

or tumhari nazar hai humari taraf

or tumhari nazar hai humari taraf

aankh uthana tumhara to fir thik tha 

aankh uthana tumhara to fir thik tha 

aankh utha kar jhukana gajab dha gaya

aankh uthana to fir thik tha 

aankh utha kar jhukana gajab dha gaya

haal kya hai dilo ka na pucho sanam

mast aankho ka jadu jo shamil hua 

mast aankho ka jadu jo shamil hua 

mast aankho ka jadu mast aankho ka

mast aankho ka jadu jo shamil hua 

mera gana bhi sunne ke kabil hua 

mera gana bhi sunne ke kabil hua 

jisko dekho vahi aaj behosh hai

jisko dekho vahi aaj behosh hai

aaj to mai diwana gajab dha gaya 

jisko dekho vahi aaj behosh hai

aaj to mai diwana gajab dha gaya 

ek mehfil tumhari hasi kam na thi

uspe mera tarana gajab dha gaya

haal kya hai dilo ka na pucho sanam

Explore this song