Roman script

hafiz khuda is ishk ka pyar ka

hafiz khuda ab har jagah hai wafa

aankho me jo taswir hai

mere khawabo ki tabir hai

aankho me jo taswir hai

mere khawabo ki tabir hai

hafiz khuda is ishk ka pyar ka

hafiz khuda ab har jagah hai wafa

mujhko pata ab chal gaya

ke kitni rangin hai meri jindagi

dar tha magar ab hai khabar

ke hai ye chahat sarawat meri

hafiz khuda hafiz khuda

badi pyari si hai meri dua

hai masum sa ye dil bata

jo bhi dekha raha tha wo mil gaya

hafiz khuda is ishk ka pyar ka

hafiz khuda ab har jagah hai wafa

aankho me jo taswir hai

mere khawabo ki tabir hai

aankho me jo taswir hai

mere khawabo ki tabir hai

hafiz khuda is ishk ka pyar ka

hafiz khuda ab har jagah hai wafa

Explore this song