Roman script

da ra na na na, yayi ya ya na 

da ra na na na, de re de ra re

haafiz khuda iss ishq ka, pyaar ka

haafiz khuda abb har jagah hai wafa

aankhon mein jo tasbir hai 

mere khaabon ki taabir hai

mere khaabon ki taabir hai  

haafiz khuda iss ishq ka, pyaar ka

haafiz khuda abb har jagah hai wafa

mujhako pata abb chal gaya

ke kitani rangin hai kismat meri

darr tha magar abb hai khabar 

ke hai yeh chaahat salaamat meri

haafiz khuda, haafiz khuda

badi pyaari si hai meri duwa

hai maasum sa hai yeh dil bada 

jo bhi isane chaaha tha woh mil gaya

haafiz khuda iss ishq ka, pyaar ka

haafiz khuda abb har jagah hai wafa

aankhon mein jo tasbir hai 

mere khaabon ki taabir hai 

mere khaabon ki taabir hai 

haafiz khuda iss ishq ka, pyaar ka

haafiz khuda abb har jagah hai wafa

da ra na na na, yayi ya ya na 

da ra na na na, de re de ra re

Explore this song