Roman script

gujre zamane yaad na aa 
gujre zamane yaad na aa 
rone se aye dil hoga kya
rone se aye dil hoga kya
gujre zamane yaad na aa
yaad na kar wo pyar ki baate
bhul ja aye dil chandni raate
kismat me jo kuch bhi likha tha
kismat me jo kuch bhi likha tha
pagli wo hokar hi raha 
pagli wo hokar hi raha 
gujre, gujre zamane yaad na aa 
rone se aye dil hoga kya
gujre zamane yaad na aa 
dil ne sahe ab gham ke bhale
fut ke bahne lage hai chhale
kahte hai aakash ke taare
kahte hai aakash ke taare
tuta dil gakar bahla
tuta dil gakar bahla
gujre, gujre zamane yaad na aa 
rone se aye dil hoga kya
gujre zamane yaad na aa 
gujre zamane

Song details

Song video

Watch on YouTube