Roman script

guzar gaya wo zamana kaisa-kaisa

guzar gaya wo zamana kaisa-kaisa

hansi-khushi ki bahar thi jisme

guzar gaya wo zamana kaisa-kaisa

guzar gaya

phul tamannavo ke jitne

qadam-qadam par khilte the

ab wo hi rasta ujda ban hai

jispe hai ana-jana kaisa-kaisa

guzar gaya wo zamana

hansata hua ek raz hai jisse

kona-kona roshan tha aisa bujha ke

aisa bujha ke dubara jisko

mumkin nahi jalana kaisa-kaisa

guzar gaya wo

gaya zamana phir ayega

jane wale janege

gaya zamana phir ayega

jane wale janege

hamko na pahachanega jo koi

ham bhi ham bhi

ham bhi kyun pahachanege

a ja a ja

Explore this song