Roman script

gunja hua hai geeto se jaha duba hua hai rango me sama

ye jindagi hai lag rahi khwab koi jo tum ho yaha

gunja hua hai geeto se jaha duba hua hai rango me sama

ye jindagi hai lag rahi khwab koi jo tum ho yaha

gunja hua hai geeto se jaha

duba hua hai rango me sama

hai jagi si arzu machle hue hai arma

jadu sa hai charsu hai dil bhi hai hairan

kaisa nasha hai ghul raha 

or aa gayi ye mehki vadiya

gunja hua hai geeto se jaha

duba hua hai rango me sama

jab raz aaya koi laut aayi rut pyar ki

hotho pe aa hi gayi ek bat ikrar ki

koi hui ek ankahi ek ansuni adhuri dasta

gunja hua hai geeto se jaha

duba hua hai rango me sama

Explore this song