Roman script

gun gun karta aaya banwara banware ne sunaya

gun gun karta aaya banwara banware ne sunaya

bola mai tumse pyar karta hu

bola mai tumse pyar karta hu

sun sun banware tu kahe ye har khili kali se

sun sun banware tu kahe ye har khili kali se

ke mai tumse pyar karta hu

ke mai tumse pyar karta hu

maine salo sine me dil ko

ek najar me ye to tumhara ho gaya

maine salo sine me dil ko

ek najar me ye to tumhara ho gaya

haal mera aisa hua jaise dil mera dil na tha

sun sun banware tu kahe ye har khili kali se

sun sun banware tu kahe ye har khili kali se

ke mai tumse pyar karta hu

ke mai tumse pyar karta hu

dil ke badle me paya hoga dil

aise saude me phir kaisi mushkil

dil ke badle me paya hoga dil

aise saude me phir kaisi mushkil

socho na jo kuch hua jo bhi hua acha hua

gun gun karta aaya banwara banware ne sunaya

gun gun karta aaya banwara banware ne sunaya

bola mai tumse pyar karta hu

Explore this song