Roman script

gun gun gun gun gun gun gun gun

gun gun gun gun gun gun gun gun 

gun gun gun gun gun gun gun gun la la

o bhanvare ae ae ae dekho hum deewano ko masti me mastano ko 

apni hi dhun me chale hai duniya se kya lena hai 

o bhanvare ae ae ae dekho hum deewano ko masti me mastano ko 

apni hi dhun me chale hai duniya se kya lena hai 

o bhanvare 

deewangi ka saath hai hairangi ki baat hai 

rawangi kaha ki hai kaho na 

mudne lage hai raaste judane lage hai raaste 

dekho hamare vaaste chalo na 

bhanvare ae ae ae dekho hum deewano ko masti me mastano ko 

kaisi suhani shaam hai bas pal do pal aaram hai 

phir kitne saare kaam hai apna rakhwala raam hai 

bhanvare ae ae ae dekho hum deewano ko

rukte chalte hi aa jayegi manzil humse bachke na jayegi 

jaise dariyao ko kinare milte hai chanda ko sitare 

aankho ko milte hai jaise nazaare 

kaliyo ko milte hai bhanvare ye pyare 

kashti ko milte hai paani ke dhaare naazuk dilo ko sahare 

baago ko milati hai jaise bahare payenge hum bhi thikane 

jab hum chale hai saath saath ab sochne ki kyaa hai baat 

chal chal ke raste hum ko hi pukare 

o bhanvare ae ae ae dekho hum deewano ko deewano ko

masti me mastano ko mastano ko 

apni hi dhun me chale hai chale hai

duniya se kya lena hai kya lena hai 

bhanvare bhanvare dekho hum deewano ko deewano ko

masti me mastano ko mastano ko 

gun gun gun gun gun guna

gun gun gun gun gun gun guna 

gun gun gun gun gun guna

gun gun gun gun gun gun guna 

gun gun gun gun gun guna

gun gun gun gun gun gun guna 

gun gun gun gun gun guna

gun gun gun gun gun guna

gun gun gun gun gun guna

gun gun gun gun gun guna

gun gun gun gun gun guna

Explore this song