Roman script

gumshuda gumshuda

koi hua kahan hua

kal tha main yaha wo bhi thi yahi

main hoon phir yaha lekin wo nahi

ho kal tha main yaha wo bhi thi yahi

main hoon phir yaha lekin wo nahi

gumshuda gumshuda

gumshuda gumshuda

dekhne mein hai haseen rehti hai yahi kahin

kho gayi ho kho gayi

wo pari wo apsara dilnashi dilruba

kho gayi ha kho gayi

phirta hoon yahan wahan leke apna dil aur jaan

phirta hoon yahan wahan leke apna dil aur jaan

dhundha sara jahan na jaane wo hai kahan

gumshuda gumshuda, gumshuda gumshuda

gumshuda gumshuda 

dil ki in baaton se main tha bilkul anjana

dil ki in baaton se main tha bilkul anjana

lekin us ladki ne kar dala hai deewana

jahan bhi main dekhu lagta hai wo khadi hai

bas uska hi chehra aankhon mein har ghadi hai

gumshuda gumshuda, gumshuda gumshuda

gumshuda gumshuda 

yaaron tum jo mujhko us ladki se milwa do

yaaron tum jo mujhko us ladki se milwa do 

meri khoyi khushiya jo phir wapas dilwa do

ghar jo dikha do uska, ghar apna luta dun yaara

ab jo mile vo mujhko usko apna bana lu yaara

gumshuda gumshuda, gumshuda gumshuda

gumshuda gumshuda

dekhne mein hai haseen rehti hai yahi kahin

kho gayi ho kho gayi

wo pari wo apsara dilnashi dilruba

kho gayi ha kho gayi

phirta hoon yahan wahan leke apna dil aur jaan

phirta hoon yahan wahan leke apna dil aur jaan

dhundha sara jahan na jaane wo hai kahan

gumshuda gumshuda, gumshuda gumshuda

gumshuda gumshuda, gumshuda meri dilruba

gumshuda gumshuda, gumshuda meri mehbooba

gumshuda gumshuda, gumshuda meri dilruba

Explore this song