Roman script

gumshuda gumshuda koi huya kaha huya

kal tha mai yaha vo bhi thi yahi

mai hu phir yaha lekin vo nahi

gumshuda gumshuda gumshuda ho gumshuda

dekhne me hai hasi rahti hai yahi kahi

kho gayi han kho gayi

vo pari vo apsara dilnashi dilruba

kho gayi han kho gayi

phirta hu yaha vahan leke apne dil aur jaan 

phirta hu yaha vahan leke apne dil aur jaan 

dhundha sara jaha kya jane vo hai kaha

gumshuda gumshuda gumshuda ho gumshuda

gumshuda ho re gumshuda

dil ki in bato se mai tha bilkul anjana 

dil ki in bato se mai tha bilkul anjana 

lekin us ladki ne kar dala hai divana

jaha bhi mai dekhu lagta hai vo khadi hai

bas uska hi chehra ankho me har ghadi hai

itni bhi kya bechaini hai kya hai dasta

gumshuda gumshuda gumshuda gumshuda

gumshuda ho re gumshuda

yara tum jo mujhko us ladki se milva do 

yara tum jo mujhko us ladki se milva do 

meri khoyi khushiyan jo phir vapas dilva do

ghar jo dikha do uska ghar apna luta du yara

ab jo mile vo mujhko use apna bana lu yara

jane pure kab hoge bechare ke arman

gumshuda gumshuda gumshuda ho gumshuda 

gumshuda ho gumshuda 

dekhne me hai hasi rahti hai yahi kahi

kho gayi han kho gayi

vo pari vo apsara dilnashi dilruba

kho gayi han kho gayi

phirta hu yaha vahan leke apne dil aur jaan 

dhundha sara jaha kya jane vo hai kaha

gumshuda gumshuda gumshuda ho dilruba

gumshuda ho gumshuda

gumshuda meri mehbuba

gumshuda ho gumshuda 

gumshuda meri dilruba

Explore this song