Roman script

gum sum si ho khoyi si ho 
ye to kaho 
ye to kaho 
meri ho tum ya gair ho
kahu mein kya puche jo ye man
kyu hai ye khamosiya 
kisliye hai ye duriya 
pyaar mein kya uljhan
kahu mein kya puche jo ye man
gum sum si ho khoyi si ho 
ye to kaho 
ye to kaho 
meri ho tum ya gair ho
kahu ye jo puchhe ye maan 
kyu hai ye khamosiya 
kisliye hai ye duriya 
pyaar mein kya uljhan
kahu mein kya puche jo ye man
mujko tum aaj itna bata do 
kaun sa gam ho dil mein chupaye 
ho mujko tum aaj itna bata do 
kaun sa gam ho dil mein chupaye 
aisi zanzir koi nahi hai 
jo kabhi tutne hi na paye
tod do zanzire tum
khud likho takdire tum
tum pe hai kya bandhan
kahu mein kya puche jo ye man
gum sum si ho khoyi si ho 
ye to kaho 
ye to kaho 
modke tum piche kyu dekhti ho 
dard ka saaya kyu saath mein hai
modke tum piche kyu dekhti ho 
dard ka saaya kyu saath mein hai
kyu jhijhakti ho in raasto me
jab  mera haath is hath mein hai
kyu jhijhakti ho in raasto me
jab  mera haath is hath mein hai
kar bhi lo mujhpe yakeen 
zindgi to hai haseen
chhodti kyu ho ye daman 
kahu mein kya puche jo ye man

Song details