Roman script

gum sum ho kyun paas aao na

ruthe ho yun maan jaao na

gum sum ho kyun paas aao na

ruthe ho yun maan jaao na

dil me hai jo khul ke kaho

dil me chhupao na

gum sum ho kyun, paas aao na

ruthe ho yun maan jaao na

jaane kis baat pe tum

aise khaffa ho gayi

shaayad anjaane mein koi

mujh se khatta ho gayi

jaane kis baat pe tum

aise khaffa ho gayi

shaayad anjaane mein koi

mujh se khatta ho gayi

bas itana to bataa do

ki meri kyaa bhool hain

phir chahein jo saja do

mujhko wo kabul hai

kuch to kaho chup na raho

aise sataao na

gum sum ho kyun paas aao na

ruthe ho yun maan jaao na

tum jo hasti ho to

ye mausam mushkurata hai

kaliya khilati hain

saara aalam gungunata hai

tum jo hasti ho to

ye mausam mushkurata hai

kaliya khilati hain

saara aalam gungunata hai

tum jo hasti ho har sitaaara

jhilmilaata hai

mere dil ka seher khushi se

jagmagata hai

dekho kabhi rona nahi

mujhko rulaao na gum sum ho kyun

paas aao na ruthe ho yun 

maan jaao naa gum sum ho kyun

paas aao na ruthe ho yun 

maan jaao na

dil mein hain jo khul ke kaho

dil mein chhupao na

gum sum ho kyun

gum sum ho kyun

Explore this song