Roman script

shaam nahi thi humko laazmi

gum ho kahaan zindagi

khaali ho gayi kyun jaane yeh gali

ghum hai ab kahaan woh sabhi

khushboo jo bhi thi humko laazmi

feeki kyun lage aaj phir

aankhen yeh jage na soye yeh kabhi

soyi reh gayi yeh zameen

khwaab bhi humse hai khafa kyu

kaise hoga ab sulah

paas hai door ab laapata mai

raaste hai kahaan

khaali ho gayi kyun jaane yeh gali

ghum hai ab kahaan woh sabhi

Explore this song