Roman script

gulshan per ghata chayi bahar aayi jara dekh

aankho me mere pyaar ki gahrai jara dekh

ye dil ka dhua hai ya kaleje ka dhua hai

ye dil ka dhua hai ya kaleje ka dhua hai

ulfat ne kaha aag bhadkayi jara dekh

anta habibi anta rafiki anta habibi anta rafiki

janeman jana na dil ye bole haule haule

habibi ho rafiki ho habibi ho rafiki ho

anta habibi anta rafiki anta habibi anta rafiki

janeman jana na dil ye bole haule haule

habibi ho rafiki ho

ye rang na tha ye nur na tha

jab yaar na tha mahfil me

kya rang dikhati shokh ada

dildar na tha mahfil me

ye rang na tha ye nur na tha

jab yaar na tha mahfil me

kya rang dikhati shokh ada

dildar na tha mahfil me ye shama na tha parwana

habibi ho rafiki ho anta habibi anta rafiki

anta habibi anta rafiki janeman jana na

dil ye bole haule haule habibi ho rafiki ho

kya kisne kaha kya kisne suna

ye baat na dunia samjhe

ek aankh uthi ek aankh jhuki

kah dali kahani dil ki

kya kisne kaha kya kisne suna

ye baat na dunia samjhe

ek aankh uthi ek aankh jhuki

kah dali kahani dil ki

na jo tha mera afsana na jana na jana

habibi ho rafiki ho anta habibi anta rafiki

anta habibi anta rafiki janeman jana na

dil ye bole haule haule habibi ho rafiki ho

Explore this song