Roman script

gulon mein rang bhare, baadalon bahaar chale

chale bhi aao, ke gulshan ka kaarobaar chale

khaabo ka din hai, dekho hawaaye

suna rahi hai khushiyon ki dastaan

main chum lunga, baahein uthaakar

khwaahisho ka nila nila aasmaa

jaane kaha ye baadal chale hai

kis or bundon ki mehfile hai

bhigi hai rooh meri, kaisa ye khumaar chale

chale bhi aao, ke gulshan ka kaarobaar chale

gulon mein rang bhare, baadalon bahaar chale

chale bhi aao, ke gulshan ka kaarobaar chale

humne suna hai, chhote se haatho mein

chaahe to samaaye saara jahaan 

hatheliyo mein thaame hai

humare bujurgo ki nayi duwa

hum hai sikandar, hum shahzade

chhote kadam hai, bade hain iraade

buri najar se kaho, hum najar utaar chale

chale bhi aao, ke gulshan ka kaarobaar chale

gulon mein rang bhare, baadalon bahaar chale

chale bhi aao, ke gulshan ka kaarobaar chale

Explore this song