Roman script

gulo ka rang jo nikhra tere badan ki tarha

gulo ka rang jo nikhra tere badan ki tarha

har ek kali ko haya aa gayi dulhan ki tarha

ye hai pharebi nazar ye hai pharebi nazar

jalwye kiran ki tarha chaman kapas ki tarha hai 

kapas chaman ki tarha

kahi hansi kahi nagme kahi charagah hai

hamara dil hai hasino ki anjuman ki tarha

gulo ka rang jo

fiza me jab kisi bhawre ne saze dil chheda

fiza me jab kisi bhawre ne saze dil chheda

har ek kali ko haya aa gayi dulhan ki tarha

ye hai pharebi nazar

zamana dekh raha hai teri adao ko

chalega chal ye zalim tere chalan ki tarha

gulo ka rang jo

rukhe habib ko dekha hai jab rakibo ne

sawet pad gaye chehare naye kafan ki tarha

ye hai pharebi nazar

ye kaid zulme mohabbat ki kaid hai yu saku

ye kaid zulme mohabbat ki kaid hai yu saku

magar nigah hai jhulekha me hai

chaman ki tarha gulo ka rang jo

wafa ki jaan hai har dag dil jhulekha ka 

magar ajij hai yu sukh ke pair hum ki tarha

ye hai pharebi nazar jalwye kiran ki tarha

ye hai pharebi nazar

Explore this song