Roman script

aa gaya hain waqt maut ka 

band hain har ek rasta 

gullu gullu hoga tera kya 

hay hay meri maa

main abhi huaa hi tha jawa 

aa gayi hain maut na raha 

fans gayi kaha, nanhi si ye jaan 

tut kyu pada na aasman

hay hay meri maa 

aa gaya hain waqt maut ka 

band hain har ek rasta 

gullu gullu hoga tera kya

kya hoga 

koi leke jaaye ye bayan 

todata hain dam tera gulam 

leke tera naam, aakhri salam 

khatam ho rahi hain dasta 

hay hay meri maa 

aa  aa gaya hain waqt maut ka 

khul gaya har ek rasta 

gullu gullu hoga tera kya 

are waah waah waah 

sochta hu ye jaha kahi

ek hasin khwab to nahi 

meri naajni de mujhe yaki

are meri naajni de mujhe yaki

ya jameen hain ya ke aasma 

are tauba tauba meri jaan 

aa gaya hain waqt mauj ka 

khul gaya har ek rasta 

gullu gullu hoga tera kya 

are waah waah waah 

aa gaya hain waqt mauj ka

Explore this song