Roman script

hey surma lagaa ke latein uljha ke

haath jiya pe mal-mal

tere chhajje ke niche khade hain

phans gaye jaise dal-dal

tere chhajje ke niche hi khade hain

phans gaye jaise dal-dal

gulabo zara itr gira do  gulabo zara itr gira do

hey, naino ka nishana mujh pe laga ke

goli chalai dhaayein dhaayein

jhootha fasaana mujhko suna ke

jaal bichhaya why? why?

jhootha fasaana mujhko suna ke

jaal bichhaya why? why?

gulabo zara itr gira do gulabo zara itr gira do

tauba tauba tu to mitha sa murabba

tauba tauba tu to shehad ka dabba

bhen ki takki oye wow so lucky oye

sab ki dain aur tu bole dhabba

cocktail menu me bas tera naam – in the bar

poster chhap gaye nikle ishtehaar

abki baar oye teri sarkaar oye

chipak chipak lets kiss you pooh in the car

chal nawabi, haal sharabi

thutt nashe mein, choor choor yun hi

honth lag ja, ghatt se pi loon haan..

oye patakha, kar dhamaka

bekhabar yoon ghoom ghoom rahi

mere sang tu jal zara si haan

gulaabo zara gandh phaila do

gulaabo zara gandh phaila do

surma lagaa ke latein uljha ke

haath jiya pe mal-mal

tere chhajje ke niche hi khade hain

phans gaye jaise dal-dal

o tere chhajje ke niche hi khade hain

phans gaye jaise dal-dal

gulaabo zara gandh phaila do 

gulaabo zara gandh phaila do

Explore this song