Roman script

gul khile chand raat yaad aayi

gul khile chand raat yaad aayi

aapki baat, baat yaad aayi

gul khile chand, chand raat yaad aayi

ek kahaani ki ho gayi takamil

ek kahaani ki ho gayi takamil

ek sawan ghun ki raat yaad aayi

aapki baat, baat yaad aayi

gul khile chand raat yaad aayi

ashq aankho mein phir umad aaye

ashk aankho mein phir umad aaye

koi maazi ki baat yaad aayi

aapki baat, baat yaad aayi

gul khile chand raat yaad aayi

unki mehfil se laut kar shahzad

unki mehfil se laut kar shahzad

raunak-e-kaayanaat yaad aayi

gul khile chand raat yaad aayi

aapki baat, baat yaad aayi

gul khile chand raat yaad aayi

Explore this song