Roman script

gul khile chand raat yaad aayi

gul khile chand raat yaad aayi

aapki baat baat yaad aayi

gul khile chand raat yaad aayi

ek kahani ki ho gayi takmil

ek kahani ki ho gayi takmil

ek sawan ki raat yaad aayi

aapki baat baat yaad aayi

gul khile chand raat yaad aayi

ashk aankho me phir umad aaye

ashk aankho me phir umad aaye

koi maazi ki baat yaad aayi

aapki baat baat yaad aayi

gul khile chand raat yaad aayi

unki mehfil se laut kar shahzaad

unki mehfil se laut kar shahzaad

raunake kaaynat yaad aayi

aapki baat baat yaad aayi

gul khile chand raat yaad aayi

aapki baat baat yaad aayi

gul khile chand raat yaad aayi

Explore this song