Roman script

gujrega ye pal, gujrega ye pal 

gujrega ye pal, gujrega ye pal 

gujrega ye pal, gujrega ye pal 

gujrega ye pal, gujrega ye pal 

aisa lamha tha ke man karta tha

jee lu mai bar bar

aane wala kal na jane kis pal

le jata hai kaha

hai kisne jana kab kya afsana

likhta hai aasma

karle thoda intzar jaye na yu aksar

gujrega ye pal o itna kyu hai bekarar

kahe ki hai fikar gujrega ye pal

achha lagta hai chahe sapna hai

parwah nahi hai yaar

par mai diwana ye bhi na jana

hai jeena to ek bar na

dil tode sare, todo

par sunle pyare, bolo

sab chalta hai yaha

karle thoda intzar jaye na yu aksar

gujrega ye pal o itna kyu hai bekarar

kahe ki hai fikar gujrega ye pal

is jaha se us jahan tak

is jami se aasman tak

dhundhte manjil ko har kadam

na mili to phir lenge janam

gujrega ye pal, gujrega ye pal 

gujrega ye pal, gujrega ye pal 

gujrega ye pal, gujrega ye pal 

gujrega ye pal, gujrega ye pal 

karle thoda intzar jaye na yu aksar

gujrega ye pal o itna kyu hai bekarar

kahe ki hai fikar gujrega ye pal

Explore this song