Roman script

hmm hmm hmm aari se lakadi katte

kaate gala talwar

arey hamra karejawa kaat gayi

tori teekhi najariyaa ki dhar hey goriya

hey goriya hamein jina teri gali mei

hey goriya hamein jina teri gali mei

tere jaisi koyi na teri gali mei

maja barah mahina maja baraha mahina

teri gali mei aahha goriya

hey goriya hamein jina teri gali mei

maja barah mahina teri gali mei

khadi khadi kabhi tu jo khidki se jhanke

sari gali take tujhe saari gali take

arey khadi khadi kabhi tu jo khidki se jhanke

sari gali take tujhe sari gali take

aankhein milake tu dekhe jise hanske

jaye kahan jaye yahi reh jaye phanske

lute dil ka aaha

lute dil ka nagina teri gali mei ae goriya

hey goriya hamein jina

teri gali mei ho maja ho maja

o majaa baraha mahina teri gali mei

gora gora badan mera sanche mei dhala

kaali kaali nazar kare dil mein ujala

chehre se mere jo nazar phisal jaye

aise lage agan jiya pighal pighal jaye aaye dil ko

aaye dil ko pasina meri gali mei arey goriya

goriya phir bhi hamein jina

teri gali mein o maja aa maja

o maja baraha mahina teri gali mei

sanwar ke tu jo aaye

to sama jaye badal

kabhi thumri sunaaye

kabhi tu chhede gazal

kabhi bal khaake chale

kabhi lehrake chale

chale tu jab bhi chale

jiya tadpake chale

arey na aisse behak

bura hai dil ka nasha

abhi kuchch bigda nahi

abhi bhi hosh mei aa

tera dil lut na le

mere ghungru ki sada

dil ko qatl kare

meri masoom ada

har ek raat

tu jab ban ke dulhan sajthi hai

haye haaye

lagey mela teri gali mei

dhum machti hai

wo hai diwana jo lute yahan aake

mere liye lakhon mare mare zehar kha ke

wo hai diwana jo lutte yahan aake

mere liye lakhon marein

mare zehar kha ke jaam ho ya

jaam ho yaa zehar peena teri gali mei

ae goriya hey goriya

hamein jeena teri gali mei

tere jaisi koyi na teri gali mei

maja baraha mahina

maja baraha mahina

teri gali mein ae goriya

hey goriya hamein jina teri gali mein

maja baraha mahina

teri gali mei hey hey ae

Explore this song