Roman script

gori jara mukhde se ghunghat hatao na
aisa bhi kya hai suratiya dikhao na na na na 
gori jara gori jara mukhde se ghunghat hatao na
aisa bhi kya hai suratiya dikhao na na na na 
shadi se pahle sawere sawere 
teri gali ke lagate the fere
shadi se pahle sawere sawere 
teri gali ke lagate the fere yad karo
yad karo biti wo batiya bhulao na bhulao na 
gori jara gori jara mukhde se ghunghat hatao na
aisa bhi kya hai suratiya dikhao na na na na 
ho yad karo ek din ambua ke ped tale
dholak ke sang sang nachi thi sham dhale
yad karo yad karo ek din ambua ke ped tale
dholak ke sang sang nachi thi sham dhale
bachpan ke bachpan ke geet wahi firse sunao na
gori jara gori jara mukhde se ghunghat hatao na
aisa bhi kya hai suratiya dikhao na na na na 
kahe ko aayi ye jalim jawani
bhul gayi ek tum wo batiya purani
kahe ko aayi ye jalim jawani
bhul gayi ek tum wo batiya purani
isse to acha hai maike chali jao na na na na 
gori jara mukhde se ghunghat hatao na
aisa bhi kya hai suratiya dikhao na na na na

Song details

Song video

Watch on YouTube