Roman script

gori tune mera dil churaya hain 
gori tune mera dil churaya hain
yaad hain tujhko, kal tu mere sath thi 
tere lab pe waqt ruksath thi 
bhul gayi na 
aaj fir us jagah pe mulakat thi
mulakat thi mulakat thi
tune kyo apana wada bhulaya hain 
bhulti ho na 
gori tune mera dil churaya hain 
bhul baitha hu main waqt ke khel me 
aap se main mila tha kabhi rail me 
ya hui thi mulakat ek jail me 
ek jail me, ek jail me 
kahiye kya aapko yaad aaya hain 
nahi aayega 
gori tune mera dil churaya hain 
ek to ye sama bhi gulabi nahi 
dusre hain kasam main shraabi nahi 
aur raste me bhi koi kharabi nahi 
kharabi nahi kharabi nahi 
ho na ho tumne mujhko giraya hain 
gori tune mera dil churaya hain

Song details

Song video

Watch on YouTube