Roman script

gori chori chori kaha jaye bata

tera taka bhida hamko hai pata

kaise aankh ladi kaise bat badhi

kaise chua tujhe kuch hua tujhe

humko na banana re, humse na chupana re

gori chori chori mera dil gaya, meri nind gayi mera chain gaya

kaha din dhala kab rat hui, mujhe hosh na tha jab baat hui

haye mai kya batau re, haye kya chupau re

mathe ki bindiya ye kano ki bali sanam ko bahut bhaa gayi

sajan se milke ghadi do ghadi mai dekho chali aa gayi

mathe ki bindiya ye kano ki bali sanam ko bahut bhaa gayi

sajan se milke ghadi do ghadi mai dekho chali aa gayi

kaha bali gayi kaha lali gayi

tere mathe pe wo bindiya bhi nahi

gajra bhi gaya kajra bhi gaya

baal kyu bikhre gaal mehandi bhare

haye main kya batau re, haye kya chupau re

hai baat us din ki jab wo bulaye main kamre me unke gayi

yun hi hawa se kiwadiya lage or khidki bhi band ho gayi

hai bat us din ki jab wo bulaye mai kamre me unke gayi

yu hi hawa se kiwadiya lage or khidki bhi band ho gayi

ari ye bata waha kya kya hua, ari bol jara waha kya na hua

tera dil waha atka to nahi, tera man kahi bhadka to nahi

haye main kya batau re, haye kya chupau re

gori chori chori kaha jaye bata

tera taka bhida hamko hai pata

kaise aankh ladi kaise bat badhi

kaise chua tujhe kuch hua tujhe

humko na banana re, humse na chupana re

gori chori chori mera dil gaya, meri nind gayi mera chain gaya

kaha din dhala kab rat hui, mujhe hosh na tha jab bat hui

haye mai kya batau re, haye kya chupau re

hamko na banana re, hamse na chupana re

haye main kya batau re, haye kya chupau re

Explore this song