Roman script

gori chalo na hans ki chal jaman dusman hai

teri umar hai solah saal jamana dusman hai

kuchh parwah nahi sarkar jamana dusman ho

mujhe tumse hua hai pyar jamana dusman ho

ho chand si ujali haasina tum chhod  do aana jana

rokega tumhari rahe ham jaisa koi diwana

koi lakh lagaye pahre mai pahre tod ke aau

hu tere milan ki pyasi mai dunia chhod  ke aau

gori chalo na hans ki chal jaman dusman hai

teri umar hai solah saal jamana dusman hai

kuchh parwah nahi sarkar jamana dusman ho

mujhe tumse hua hai pyar jamana dusman ho

ye ishk hai aag ka dariya tum soch samjh kar uatarna

hai isme hazaro tufaa asan nahi hai gujarna

jab pyar ka bandhan bandha phir aag ho ya hai pani

dar jaye wo kaisi ulfat sar jaye wo kaisi jawani 

gori chalo na hans ki chal jaman dusman hai

teri umar hai solah saal jamana dusman hai

kuchh parwah nahi sarkar jamana dusman ho

mujhe tumse hua hai pyar jamana dusman ho

Explore this song